Manzilein bhi uski thi,
raasta bhi uska tha;
Ek hum hi akele thei,
kafilaa bhi uska tha;
saath chalne ki soch bhi
uski thee, Fir raasta badalne ka faisla
bhi uska tha;
aaj akele hain…
dil sawaal karta hai…
Log to uske the, …
kya khuda bhi uska tha?
raasta bhi uska tha;
Ek hum hi akele thei,
kafilaa bhi uska tha;
saath chalne ki soch bhi
uski thee, Fir raasta badalne ka faisla
bhi uska tha;
aaj akele hain…
dil sawaal karta hai…
Log to uske the, …
kya khuda bhi uska tha?
No comments:
Post a Comment