loving poetry

Thursday, 17 May 2012


Chand Lamho Ki Wo Khushiya
Ham Ab Tak Naa Bhool Paaye
Kitani Bereham Hai Ye Tanhaayi
Kaash Koi Ye Samjh Paaye
Har Mod Pe Rehta Hai Dil Ko Intezaar Unka
Dar Ye Hai Jab Wo Lauten Tau Ham
Duniya Se Rukhsat Na Ho Jaayen

No comments:

Post a Comment